Tuesday, October 6, 2009

piya,.... (song two)

piya...
oo ..
piya ...

khwaja
oo...
khwaja...

piya ...
oo...
piya ....

lage na mera jiya....

khwaja itne dino ke baad ,....
maula itne dino ke baad .....
sataye teri yaad

antara

khuboo main teri leta hun kab tak
maula main hun deta tere dar pe dastak
ki sun le tu meri fariyaad
sataye teri yyaad

antara

surat ye teri hai deti thandak
aankh mein nooor au dil mein deta hai rangat
ki sun le tu meri ardaas
sataye teri yaad

antara

khwabo mein mere hai tu hi shamil
khwaja main hu kya teri rehmat ke kabil
khamoshi mein aaye teri aawaaz,....
sataye teri yaad....

sataye teri yaad ...

piya ji

sataye teri yaad ....

maula ji

sataye teri yaad....

No comments:

Post a Comment